Wednesday, January 12, 2011

Virar me ekant ke pal

Vishranti me beeta din , aisi hi beeti raat
Charo aur pahadiyo ke beech bana ashram, dhyan yog ka anand deta hua....
Socha kuchh din aise hi beetayein...
Raksha bandhan , janmashtmi ke baad ab aana hua hai yahan! Socha ekantvaas karenge lekin bahot log bahar aa gaye...Kab tak akad ke baithenge - milna to padega ! Jo Hari ichha...Chalo, Fir chalte hain bahar.....

Aapka apna

3 comments:

  1. pranam saiji,
    As you are our Pioneer of spiritual path, wanna know about astral body, how to travel with astral body? thing is very mysterious as of now due to 'jin paya tin chhupaya' followed by YOGI's from ancient time. but have faith that saiji should make it easy for me.
    yours
    rahul (vapi)

    ReplyDelete
  2. Bagwan saiji ki karuna seBhut bhi bag jata he
    Baghvanji aapne Virar me ekant ke pal me ek bhut ko nikala tha uska nam "than" tha
    Apko yad hoga ki aap ki kurn uspar padi to bhut bag gaya easa mano ki "Than" Apke darsan ke nimit hi us poonam nam ki woman me tha
    Anjani Singh(Vikhroli)
    Poonamji ka Batija
    Cont:-9930021496

    ReplyDelete
  3. mai poonam ji ka beta hue sai ji aap e kripa se mere ghar me aab shanti hai aur sukhe hai

    ReplyDelete